Black Hat SEO - News360

Breaking

Home Top Ad

amazon

Tuesday, July 23, 2019

Black Hat SEO

                                 Black Hat SEO:



Black hat seo ka matlab hota hai ki hum trick kar rhe hai search engine ko ye manne k liye ki jo hamari site ya content hai vo bhut hi achha hai lekin actual me uski kuch khas value nhi hai par hamne usko achha dikhane ke liye achhe tags use kiye hai or achhe keywords tyar kiye hai or usko is tareh se prepare kiya hai ki  search me dikhaya jaye jabki usme esa kuch bhi nhi hota hai.



Esa youtube par aksar dekha jata hai ki log apne video par koi bhi thumbnail laga dete hai jo trending hota hai par asal me unka content bilkul hi alag hota hai or jo keywords use kiye gaye hote hai vo bhi content se match nhi karte or na hi meta tags.Yha tak ki kabhi-kabhi video ka description bhi content se bilkul alag hota hai. Matlab agar koi apne content ko search engine me lana chahta hai to vo ese misleading tags, keywords ko use krta hai taki unki video search me ajaye. 

No comments:

Post a Comment

Amazon

Pages